ANJAAM – BADI MUSHKIL HAI

Movie: Anjaam Music Director: Anand- Milind Lyrics: Sameer Singer: Abhijeet Bhattacharya     Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi use dhondke laye na Jake kahan main rapat likhaon Koi batlaye na Main roun ya hasun Karun main kya karun   Sapno mein ane wali Bahon mein kab ayegi Kitne dino tak mujhko Aise … Continue reading ANJAAM – BADI MUSHKIL HAI

Pyaasa – Jaane Woh Kaise Log The

Jane woh kaise log the jinke pyaar ko pyaar mila Humne to jab kaliyan mangi katon ka haar mila   Khushiyon ki manzil dhoondi to gham ki gard mili Khushiyon ki manzil dhoondi to gham ki gard mili Chahat ke nagme chahe to, aahen sard mili Dil ke bojh ko doona kar gaya, jo gam … Continue reading Pyaasa – Jaane Woh Kaise Log The

Barangi Bhaijaan – Tu Chahiye

Movie: Bajrangi Bhaijaan Music Director: Pritam Lyrics: Amitabh Bhattacharya Singer: Atif Aslam     Haal-e-Dil ko sukoon chahiye Puri ik aarzu chahiye Jaise pehle kabhi kuch bhi chaha nahi Waise hi kyun chahiye   Dil ko teri mojudgi ka ehsaas yun chahiye Tu chahiye, tu chahiye Shaam-o-subah tu chahiye Tu chahiye.. Tu chahiye.. Har martabaa … Continue reading Barangi Bhaijaan – Tu Chahiye

Dil Se – Chhaiya Chhaiya

Movie: Dil Se Music Director: A. R. Rehman Lyrics: Gulzar Singer: Sukhwinder Singh, Sapna Awasthi   Jinke sar ho ishq ki chhaaon Paaon ke neeche jannat hogi Jinke sar ho ishq ki chhaaon Chal chaiyya chaiyya… Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya chaiyya Sar ishq ki chhaaon chal chaiyya Paau jannat chale chal chaiyya chaiyya … Continue reading Dil Se – Chhaiya Chhaiya

Shubha Mudgal – Mann Ke Manjeere with Translation

Mann ke manjeere aaj khanakne lage Bhoole the chalna kadam thirakne lage Ang ang baaje mrudang sa, sur mere jaage Saans saans mein baans baans mein, dhun koi saaje Gaye re, Dil ye gaane laga hai, Mujhko aane laga hai Khud pe hi aitbaar Khud pe hi aitbaar My mind has begun to play its … Continue reading Shubha Mudgal – Mann Ke Manjeere with Translation

Shubha Mudgal – Seekho na

Seekho na naino ki bhasha piya Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan Seekho na lab to na kholungi mein Samjho dil ki boli Seekho na naino ki bhasha piya Sungna seekho, tum hawa ko Sananana San Sananana San kehti jaa Padna seekho, salvato ko Mathe pe yeh balkha ke likhti kya Ahaton ki hai apni zubaan … Continue reading Shubha Mudgal – Seekho na

Tere Ghar Ke Samne : Title Track

Ek ghar banaunga, tere ghar ke samne Duniyaa banaunga, tere ghar ke samne Ghar kaa banana, koi asaan kaam nahin Duniyaa basaanaa koi asaan kaam nahin Dil mein wafayein ho to, tufan kinara hain Bijli humaare liye, pyaar ka ishara hain Tan man lutangaa, tere ghar ke samne Kehte hain pyaar jise, dariya hain aag ka Yaa fir nasha hain koi, jeewan ke raag ka Dil mein jo pyaar ho to, aag bhi phool hain Sachchi lagan jo ho to, parbat bhi dhul hain Taare sajaunga, tere ghar ke samne Katon bhare hain lekin chahat ke raste Tum kya karoge dekhe, ulfat ke waste Ulfat mein taaj chhute, ye bhi tumhe yaad hoga Ulfat mein taaj bane, ye bhi tumhe yaad hoga Main bhi kuch banaunga, tere ghar ke samne

Jagjit Singh – Hosh Walon Ko Khabar Kya

Hosh walon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai Ishq kije phir samajhiye zindagi kya cheez hai Hosh walon ko khabar Kkya... Unse nazrein kya mili roshan fizayen ho gayi Aaj jaana pyar ki jaadugari kya cheez hai Ishq kije phir samajhiye... Khulti zulfon ne sikhayi mausamon ko shayari Jhukti aankhon ne bataya maikashi kya … Continue reading Jagjit Singh – Hosh Walon Ko Khabar Kya